Funny Poetry in Urdu of Faraz:
Wo aj Mera Naam Tak Bhook Gayi ‘Faraz’
Jo Kehti Thi “Kundi Na Karkha Sedha andar aa”
Us waqat Mairi Halat Daik Kar Tu Asmaan Bhi roya Hoga ‘Faraz’
Jab Larkiyoon kay Numbers Se Bhari Huwi Meri SIM Gum Hogayii
Funny Poetry in Urdu of Faraz
Ussay Kehna Ke aaj May both Khush Hoon ‘Faraz’
Aj Pechli Sardiyon Ki Jo Jacket Nekali Tu Jaib Se 50 Rupay Niklay
Etna Sardiyon May Romance Acha Nahe ‘Faraz’
Geezar Taira Kharaab Hay Kuch Tu Khayaal Kar
Most Funny Poetry in Urdu of Faraz
Meri Tu Pairon Taley Zameen Nekal Gai ‘Faraz’
Jab Girlf-Friend Nay Kah “50 rupay ka load Tu kara Do”
Wo Tu roz roz Kehti Hai Mujhay Apni Ek Tasweer MMS kar do
Mai Ussay Kese Kah Ke Don Mere Pas Tu Nokia 1200 Set Hai
Funny Poetry in Urdu of Faraz
Kitna Rooya Tha Mai Us Ko Call Karkay ‘Faraz’
Jab Kaha “Ap Ka Matlooba Number Dusri Line Par Masrof Hai”
Mairay Doston Ki Pehchaan Etni Mushkil Nahe ‘Faraz’
Jahan Biryani Taqseem Horahi Ho wahan Wo Sab Se aagay Hongay
Us nay Apni Birthday Per Yai Keh Kar Pareshaan Kar dia ‘Faraz’
Koi Gift Mat Lana Bus Ek Kilo Cheeni Kahin Se Lekar Aana
Funny Poetry in Urdu of Faraz for Students
Aj Hum Nay Ambulance Ka Bandubast Kar Liya ‘Faraz’
Ke Suna hai Aj B.A ka Result aanay Wala Hay
Shadiyaan Tu Unki Bhi Hogayi Jen Ka Na Aqal-e-Shuoor Tha ‘Faraz’
Apna Tu Ye Saal Bhe Guzar Gaya Zikar-e-Nikah Kartay Kartay
Funny Poetry in Urdu of Faraz
Lazim Sa Muj Pay Hogia Paawon ko Choomna ‘Faraz’
Unka Kahna Kay Paawon Se Mere Kaanta Nekaal Do
Wo Muhabbato Kay Sowday Bhe Ajeeb Karta Hay ‘Faraz’
Bus Yun hi Muskurata Hay Owr Dil Khareed Leta Hay
Boht Udas Tha Cheraag Bhujnay Ka Manzar ‘Faraz’
Jo Lepat Kay Ro Dia May Bhi Hawa Kay Jhonkaay Se
Meri Aankho Ka Teri Yaadon Se Koi Taaluq Tu hay ‘Faraz’
Jab Bhi Tassawur May Aatay Ho Meri Aankhain Bheeg Jati Hien
Ye Soch Kar hi Exam kay Dino May Hum ne Bach Phansayi ‘Faraz’
Kay Har Kamyab Admi Kay Pechay Ek Owrat Ka Hath Hota Hay
Funny Poetry in Urdu of Faraz
Ek Hi Kambal May Ghus Gaye Ashfaq owr Faraz
Kio Kay Koi Fan full Speed Say Chala Kar Bhaag Gia
Jes Kashti Kay Muqqadar May Ho Dood Jaana ‘Faraz’
Tufaan Se Bach Bhe Neklay Tu Kenaray Root Jatay Hain
Poetry about Faraz
Ye Kah Kar India Nay Pakistan Ka Paani Khol Diya ‘Faraz’
Ke Hum Se Larki Kay Susral Ka Paani Nahe Pia Jata
Us nay Apni Birthday Per Yai Keh Kar Pareshaan Kar dia ‘Faraz’
Koi Gift Mat Lana Bus Ek Kilo Cheeni Kahin Se Lekar Aana
Mairay Tu Pairon Talay Us waqat Zameen Nekal Gayi ‘Faraz’
Jo Us Ne Kah
“I Love You Jan”
Wala Msg Galti Say Apko Chala Gia
Sorry Bhaii Jan
Tujh Ko Kes Phool Ki Neshani Don ‘Faraz’
Tu Juda Aisay Mousam May Howa Jab Darakhto Kay Hath Khali Thay
Yo hi mazaak mazaak may hum ganjay Hogayen ‘Faraz’
Na Janay Kon Hamaray Shampoo May Veet Cream Daalta Raha
Hamaari Muhabat Ka Mazaak Na Urawo ‘Sheraz’
Heran Mat Ho “Mai Hon Chota Brother of Faraz”
Mujhay Aj Bhe Us kay Pyaar Ki Sheddat Rony Nahi Daiti ‘Faraz’
Jo Kahta Tha May Mar Jawonga Tumharay Aanson Girnay Se Pahlay
Faqt Islie Mai Ne Mehfelon May Jaana Chor Diya ‘Faraz’
Kay Koi Poch hi Na le “tairay Result ka kya Bana??”
Beqarari Meri Dekhi Hai Tu ab Mera Zabt Bhe Dekh Laina “Faraz”
Etna Khamoush Rahunga KE Cheekh Uthay Ga Wo Bhe
Mai Tu Khuda Ki Nazron may Bhi Gunehgar Hota Hoon ‘Faraz’
Ke Jo Sajdon may Bhe wo shakhs Mujhay Yad aata Hai
Funny Poetry in Urdu of Faraz
Mera Tu Us Shahr-e-adaawat may Baseera Hai ‘Faraz’
Jahan Cheeni Shayed Na mel Jay Par Charas aam Melti Hai
Us Waqat Tu Mera Sar Fakhar Se Buland Hogiya ‘Faraz’
Jo Meri Daadi Washroom Me Geri Owr Boli
“All is Well… All is Well”
1 Comments
Urdu Shayari
ReplyDeleteUrdu Shayari photos
doosti Shayari
Happy birthday wishes in urdu