Allama Iqbal Poetry in Urdu | Allama Iqbal Shayari

Allama Iqbal Poetry in Urdu: Allama Iqbal is one of the best poets of urdu and national poet of Pakistan. We offer the best collection of Allama Iqbal Poetry on all topics like youth, islam, inspirational poetry and short poems. His poetry is translated into many languages all over the world.

Dunya Kya Se Kya Ho Jaye Gi
dunya kya se kya iqbal
Aankg Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahi
Mahv-e Hairat Hun Keh Dunya Kya Se Kya Ho Jaye Gi

Allama Iqbal Poetry in Urdu

allama iqbal poetry in urdu

Allama Iqbal Poetry in Urdu

Taleem Bi Fitna

Allah Se Kare Dor Tu Taleem Bi Fitna
Imlak Bi Aulad Bi Jager Bi Fitna
Nahaq Ke Liye Uthe Tu Shamsher Bi Fitna
Shamsher Hi Kya Nara-e Taqbeer Bi Fitna

Ae Gardish-E Ayam Tu

Han Dikha De Ae Tasuwar Phir Wo Subah Sham Tu
Dor Peche Ki Taraf Ae Gardish-E Ayam Tu

Saza Chahta Hun


Bhari Bazam Mein Raaz Ki Baat Keh Di
Bara Be-Adab Hun Saza Chahta Hun

Jaza Ki Tamana Bhi Chor De
Soda Gari Nahi Ye Ibadat Khuda Ki Hai

Allama Iqbal Poetry in Urdu English

Ae Be-Khabar Jaza Ki Tamana Bhi Chor De


Anokhi Waza Hai Sare Zamane
Anokhi Waza Hai Sare Zamane
Anokhi Waza Hai Sare Zamane Se Nirale Hain
Ye Aashiq Kon Se Basti Key A Rab Rehne Wale Hain

Jinhen Mein Dhondta Tha

Jinhen Mein Dhondta Tha Aasmano Mein Zameeno Mein
Wo Nikle Mere Zulmat Khana-E Dil Ke Makeeno Mein

Banda-E Mazdoor Ke Auqat


Tu Qadir Aur Aadil Hai Par Tere Jahan Mein
Hai Talkh Bohat Banda-E Mazdoor Ke Auqat.

Allama Iqbal Urdu Quotes

Shaheen Poetry in Urdu of Allama Iqbal

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں

تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیں
یہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیں

قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پر
چمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیں

اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غم
مقامات آہ و فغاں اور بھی ہیں

تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں

اسی روز و شب میں الجھ کر نہ رہ جا
کہ تیرے زمان و مکاں اور بھی ہیں

گئے دن کہ تنہا تھا میں انجمن میں
یہاں اب مرے رازداں اور بھی ہیں



Read More Best: Allama Iqbal Poetry 



Post a Comment

0 Comments